Showing posts with label INTEZAR SMS. Show all posts
Showing posts with label INTEZAR SMS. Show all posts

Zindagi Intzaar Main Guzaar Jaayenge Intzaar SMS Shayari

Zindagi Intzaar Main Guzaar Jaayenge Intzaar SMS Shayari | Pyaar Toota To Zindagi Dard Bhari Fresh SMS 

Pyaar Toota To Zindagi Bikhar Jaayegi

Ye Koi Zulf Nahin Jo Her Baar Sanwar Jaayegi

Thaam Lo Haath Uska Jo Tumhen Pyaar De

Warna Ye Zindagi Yoon Hi Intzaar Main Guzaar Jaayenge

Hairan Reh Jaoge Intiha Pyaar Hindi SMS

Hairan Reh Jaoge Intiha  Pyaar Hindi SMS |  New Shayari SMS Of Intiha With Sad Boy Image


Kaash Kabhi Tum Samajh Jao

Mere Pyar Ki Inteha Ko

Aye Sanam

Hairan Reh Jaoge

Mere Dil Mai Apni Kadar Dekh Kar

Mat Puch SMS Ki Inteha Hindi Shayari

Mat Puch SMS Ki Inteha Hindi Shayari | New Shayari SMS Of Intiha With Sad Girl Image


Mat Puch SMS Ki Inteha Kaha Tak Hai

Tu Karle Kanjusi Teri Taakat Jaha Tak Hai

SMS Ke Umid Nhi Hai Tujhse Dost Hume

To Dekhna Hai Tu Kanjus Kaha Tak Hai

Dil Ka Hal Inteha Likhu 140 Words Text

Dil Ka Hal Inteha Likhu 140 Words Text  | Dard Bhara Intiha SMS For Boy | New Shayari SMS Of Intiha


Agar Alfaz Mere Bas Me Ho To

Na Jane Kya Likhu

Tujh Hi Ko Ibaadat Likhu

Tujh Hi Ko Inteha Likhu....

Mohabbat Ki Intiha Kar Do Hindi Shayari SMS

Mohabbat Ki Intiha Kar Do Hindi Shayari SMS | Fresh Download SMS Of Dard Ki Intiha | Intiha SMS For Couple | Intiha SMS Of 140 Words


Kisi Ke Khatir Mohabbat Ki Intiha Kar Do

Lekin Itna Bhi Nahi Ki Usko Khuda Kar Do

Mat Chaho Kisi Ko Toot Kar Itna

Ki Apni Hi Wafao Se Usko Bewafa Kar Do

Free Download Mobile Shayari With Image

Intezar SMS | Free Intezar SMS | Free Download Mobile Shayari With Image 


Aankhon Main Samai Hai Soorat Teri

Dil Main Chupa Hai Pyaar Tera

To Aa Chahe Na Aa

Her Pal Karenge Intezar Tera

Intezar SMS Shayari

Intezar SMS Shayari | New Collection Of Hindi Intezar SMS | Girlfriend Ka Intezar 


Ankhon Main Samaai Hai Soorat Teri

Dil Main Chupa Hai Pyaar Tera

 To Aa Chaahe Na Aa

Her Pal Karenge Intezar Tera

Har Taraf Aapki Pyaar Main Intezeaar SMS | Love Main Intezar SMS In Hindi

Har Taraf Aapki Pyaar Main Intezeaar SMS | Hindi Intezaar Shayari SMS | Love Main Intezaar SMS In Hindi 

Dekhiye Kiss Kadar Humko Tumse Pyaar Hai
Her Taraf Aapki Hi Tasveer Hai
Inteha Hai Ya Chahat Ka Izhaar Hai
Humne Samjha Tumhen Hi Apni Taqdeer
Bus Ub To Zindagi Bher Tumhara Hi Intezaar Hai

Fresh SMS Of Takraar | New Collection Of Intezar SMS

Love Main Intezar Hindi Shayari | Fresh SMS Of Takraar | New Collection Of Intezar SMS 


Thak Gaye Hum Tumhara Intezar Karte Karte
Khud Se Hazaar Baar Takraar Karte Karte
Do Lafaz Bhi Tumhare Juban Se Na Nikle Hamaare Liye
Toot Gaye Hain Hum Ek Taraf Pyaar Karte Karte

Love Main Intezar SMS In Hindi | Fresh SMS Collection

Intezar Karte Hain Hindi SMS Shayari | New Intezar Shayari Of Couple | Love Main Intezar SMS In Hindi | Fresh SMS Collection



Hum Wo Nahin Jo Matlab Se Yaad Karte Hain
Hum Wo Hain Jo Dil Se Pyaar Karte Hain
Tumhara Jwab Aye Ya Na Aye
Per Hum Her Pal Tumhara Intezar Karte Hain

Fresh Intezar SMS Series | Sweet And Romantic Shayari

Taa Umra Ka Intezar Hindi Shayari | Latest SMS Of Girl Friend For Her Lover | Fresh Intezar SMS Series | Sweet And Romantic Shayari 

Ek Pal Ki Deri Main Tufaan Utha Deti Thi Main
Mujhse Kabhi Pal Do Pal Ka Intezar Nahi Hota Thaa
Her Khushi Laker Saajan Tumhari
Aaj Taa Umra Ka Intezar Tumhen Diye Ja Rahi Hoon

Intiha SMS For Couple | Intiha SMS Of 140 Word

Intiha SMS In Hindi | New Shayari SMS Of Intiha | Download SMS Of Dard Ki Intiha | Intiha SMS For Couple | Intiha SMS Of 140 Word   

Jub Dard Ki Intiha Gujar Jati

Ashk Sookh Jaate Hain Labon Pe Hansi Aane Lagti Hai

Chahte Is Makaam Pe Le Aai Hai Humen

Dil Lagaane Ki Sochte Hi Hansi Aane Lagti Hai

New Intezar SMS In Hindi | Jindagi Ke Chiraag Shayari SMS

Hamne Pyaar Ka Izhar Kiya SMS Shayari | Love Main Intezar Shayari SMS | New Intezar SMS In Hindi | Jindagi Ke Chiraag Shayari SMS  

Tab Chiraag Jindagi Ke Bujhne Lage
Hasrat Ke Charaag Jalaaker Tera Intezar Kiya
Tumhe Hi Kadar Na Thi Mare Pyar Ki
Besharam Banker Hamne Pyaar Ka Izhar Kiya

Aankhon Main Intezar SMS Shayari | Intezar Shayari SMS In Hindi

Aankhon Main Intezar SMS Shayari | Intezar Shayari SMS In Hindi 

Murjha Gaye Phool Per Bahaar Wahi Hai
Door Rehte Hain Per Pyaar Wahi Hai
Jaante Hain Mill Nahin Paa Rahe Aapse
Magar In Aankhon Main Intezar Wahi Hai

Lover Ka Intezar Shayari SMS | Intezar SMS For Mobile

Love Ka Intezar Shayari SMS | Intezar SMS For Mobile 

Wo Aati To Hai Per Tunn Se Nahin
Baaten Karti To Hai Per Munn Se Nahin
Kaun Kehta Hai Wo Pyaar Nahin Karti
Woh Pyaar Karti To Hai Per Hum Se Nahin
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...